Raza
Raza..
Har Pal Jab Yaad Karta Hoon
Har pal jab yaad karta hoon..woh har aahat pe maa ki nigaahein…
Har pal jab yaad karta hoon..woh meri fikr main uski jaagti raatein..…
..toh waqt theher saa jaata hai…
Har pal jab yaad karta hoon.. mere ladhkhadatey lafz pe maa ka dohraana…
Har pal jab yaad karta hoon..woh ungli thaam mujhe chalna sikhaana.
... toh waqt theher saa jaata hai…
Har pal jab yaad karta hoon..woh narm ungliyaan jo thaamti thi mujhe,
Har pal jab yaad karta hoon..woh nigahein joh aaj bhi dhoondhti hai mujhe,
..toh waqt theher saa jaata hai…
Har pal jab yaad karta hoon..woh awaaz joh raaton main sulaati thi mujhe…
Har pal jab yaad karta hoon..woh alfaaz joh abb bhi bulaatey hai mujhe…
Har pal jab yaad karta hoon..woh guzra waqt joh abb bhi ji raha hun main…